Jab Jab Bahar Aayee song lyrics

Movie Taqdeer
Year 1967
Music By Rafique Gaznavi, Laxmikant-Pyarelal, Dhaniram
Singer Usha Mangeshkar and Usha Timothy
Lricist A S Arora, Anand Bakshi, Maharul Quadri and Varma Malik
Duration 6:06

Not Rated Yet

Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phool Muskuraaye, Mujhe Tum Yaad Aaye Jab Jab Bhi Chand Nikla Aur Taare Jagmagaaye, Mujhe Tum Yaad Aaye Apna Koyi Taraana Maine Nahin Banaaya Tumne Mere Labon Pe Har Ek Sur Sajaaya Jab Jab Mere Taraane Duniya Ne Gungunaaye Mujhe Tum Yaad Aaye Ek Pyar Aur Wafa Ki Tasveer Manta Hoon Tasveer Kya Tumhein Main Taqdeer Manta Hoon Dekhi Nazar Ne Khushiya, Ya Dekhe Gham Ke Saaye Mujhe Tum Yaad Aaye Mumkin Hai Jindagaanee Kar Jaaye Bewafaayee Lekin Ye Pyar Woh Hai Jismein Nahin Judaayee Is Pyar Ke Fasaane, Jab Jab Zubaan Pe Aaye Mujhe Tum Yaad Aaye

Jab Jab Bahar Aayee lyrics in hindi

जब जब बहार आये और फूल मुस्कुराये मुझे तुम याद आये जब जब भी चाँद निकला और तारे जगमगाए मुझे तुम याद आये अपना कोई तराना मैंने नहीं बनाया तुमने मेरे लबों पे हर एक सुर सजाया जब जब मेरे तराने दुनिया ने गुनगुनाये मुझे तुम याद आये एक प्यार और वफ़ा की तस्वीर मानता हूँ तस्वीर क्या तुम्हें मैं तक़दीर मानता हूँ देखि नज़र ने खुशिया या देखे ग़म के साये मुझे तुम याद आये मुमकिन है जिंदगानी कर जाए बेवफाई लेकिन ये प्यार वो है जिसमें नहीं जुदाई इस प्यार के फ़साने जब जब जुबां पे आये मुझे तुम याद

More Lyrics of Taqdeer

Aa Dil Se Dil Mila Le Aayeeye Bahar Ko Hum Bant Le Jab Jab Bahar Aayee Jab Jab Bahar Aayee - Male Likhta Hai Woh Taqdeer Mujhe Bhool Jana O Dilwalon Matwalon Pappa Jaldi Aa Jana