Husn Ki Dekhiye Bahar song lyrics
Movie | Bombay Ka Chor |
Year | 1962 |
Music By | Ravi |
Singer | Kishore Kumar |
Lricist | Rajinder Krishan |
Duration | N/A |
(Husn Ki Dekhiye Bahaar Aayi Kataar Darr Kataar Mehfil Mein Jaan Aa Gayi Chhid Gaye Zindagi Ke Taar) - (2) Husn Ki Dekhiye Bahaar (Aankhein Gulaabi Chehare Kitaabi Hai Mehfil Ka Aalam Sharaabi Sharaabi) - (2) Umango Ki Duniya Ye Rangon Ki Duniya Ho Jiske Farishton Ka Imaan Sa Husn Ki Dekhiye Bahaar Aayi Kataar Darr Kataar Mehfil Mein Jaan Aa Gayi Chhid Gaye Zindagi Ke Taar Husn Ki Dekhiye Bahaar (Shokhi Woh Shokhi Masti Woh Masti Aabaad Jinase Hai Jannat Ki Basti) - (2) Aye Husnwaala Sadiya Jiyo Tum Aur Har Baras Ke Din Bhi Hajaar Husn Ki Dekhiye Bahaar Aayi Kataar Darr Kataar Mehfil Mein Jaan Aa Gayi Chhid Gaye Zindagi Ke Taar Husn Ki Dekhiye Bahaar
Husn Ki Dekhiye Bahar lyrics in hindi
हुस्न की देखिये बहार आयी कतार डर कतार महफ़िल में जान आ गयी छिड़ गए ज़िन्दगी के तार २ हुस्न की देखिये बहार आँखें गुलाबी चहरे किताबी है महफ़िल का आलम शराबी शराबी २ उमंगो की दुनिया ये रंगों की दुनिया हो जिसके फरिश्तों का ईमान सा हुस्न की देखिये बहार आयी कतार डर कतार महफ़िल में जान आ गयी छिड़ गए ज़िन्दगी के तार हुस्न की देखिये बहार शोखी वो शोखी मस्ती वो मस्ती आबाद जिनसे है जन्नत की बस्ती २ ए हुसनवाला सादिया जियो तुम और हर बरस के दिन भी हजार हुस्न की देखिये बहार आयी कतार डर कतार महफ़िल में जान आ गयी छिड़ गए ज़िन्दगी के तार हुस्न की देखिये