Hazaar Rahen Mud Ke Dekhin song lyrics
| Movie | Thodi Si Bewafai |
| Year | 1980 |
| Music By | Khayyam |
| Singer | Kishore Kumar and Lata Mangeshkar |
| Lricist | Gulzar |
| Duration | 5:19 |
Hazaar Raahe Mud Ke Dekhi Kahinse Koyi Sada Na Aayi Badi Wafa Se Nibhaayi Tumne Humaari Thodi Si Bewafai Jahaa Se Tum Mod Mud Gaye The, Ye Mod Ab Bhi Wahi Pade Hai Hum Apne Pairon Mein Jaane Kitane, Bhanwar Lapete Huye Khade Hai Kahin Kisi Roz Yun Bhi Hota Humaari Haalat Tumhari Hoti Jo Raat Hum Ne Gujaari Mar Ke Woh Raat Tumne Gujari Hoti Tumhein Ye Zid Thi Ke Hum Bulaate Hamein Ye Ummeed Woh Pukaare Hai Naam Hothon Pe Ab Bhi Lekin Aawaaj Mein Pad Gayi Darare
Hazaar Rahen Mud Ke Dekhin lyrics in hindi
हज़ार राहे मुड़ के देखि कहींसे कोई सदा न आयी बड़ी वफ़ा से निभायी तुमने हमारी थोड़ी सी बेवफाई जहा से तुम मोड़ मुड़ गए थे ये मोड़ अब भी वही पड़े है हम अपने पैरों में जाने कितने भंवर लपेटे हुए खड़े है कहीं किसी रोज़ यूँ भी होता हमारी हालत तुम्हारी होती जो रात हम ने गुजारी मर के वो रात तुमने गुजारी होती तुम्हें ये ज़िद थी के हम बुलाते हमें ये उम्मीद वो पुकारे है नाम होठों पे अब भी लेकिन आवाज में पद गयी