Haseenon Se Muhabbat Ka Bura Anjaam song lyrics
Movie | Albela |
Year | 1951 |
Music By | Shankar-Jaikishan, C Ramchandran |
Singer | Chitalkar |
Lricist | Rajendra Krishan, Rajindera Krishan and Hasrat Jaipuri |
Duration | 2:59 |
Ho . Haseeno Se Mohabbat Ka Aah Haseeno Se Mohabbat Kaa, Bura Anjaam Hota Hain Meri Jaan Pyar Mein Ghar Baar Bhi Nilam Hota Hain - [4] Haseeno Se Mohabbat Ka Bura Anjaam Hota Hain Meri Jaan Pyar Mein Ghar Baar Bhi Nilam Hota Hain Ho Kabhi Kajal Ki Farmaish, Kabhi Powder Ki Farmaish Kabhi Circus Ki Zid Hain, Aur Kabhi Theater Ki Farmaish Nikalwati Hain Diwala, Aji Dilbar Ki Farmaish Kacheri Aur Thane Mein Bahut Hi Naam Hota Hain - [2] Meri Jaan Pyar Mein Ghar Baar Bhi Nilam Hota Hain Haseeno Se Mohabbat Ka Bura Anjaam Hota Hain Ho [Takke Ho Jeb Me To - 2], Husnwale Dil Lagte Hain Gale Mein Dalkar Bahen, Badi Ulfat Jatate Hain Agar Aasheek Ho Kadka, To Door Se Raasta Dikhate Hain Ho Jiska Bank Mein Khata Wahi Gulfam Hota Hain Meri Jaan Pyar Mein Ghar Baar Bhi Nilam Hota Hain Haseeno Se Mohabbat Ka Bura Anjaam Hota Hain
Haseenon Se Muhabbat Ka Bura Anjaam lyrics in hindi
हो हसीनो से मोहब्बत का आह हसीनो से मोहब्बत का बुरा अंजाम होता हैं मेरी जान प्यार में घर बार भी नीलम होता हैं ४ हसीनो से मोहब्बत का बुरा अंजाम होता हैं मेरी जान प्यार में घर बार भी नीलम होता हैं हो कभी काजल की फरमाइश कभी पाउडर की फरमाइश कभी सर्कस की ज़िद हैं और कभी थिएटर की फरमाइश निकलवाती हैं दिवाला अजी दिलबर की फरमाइश कचेरी और ठाणे में बहुत ही नाम होता हैं २ मेरी जान प्यार में घर बार भी नीलम होता हैं हसीनो से मोहब्बत का बुरा अंजाम होता हैं हो टक्के हो जेब में तो २ हुसनवाले दिल लगते हैं गले में डालकर बाहें बड़ी उल्फत जताते हैं अगर आशिक हो कड़का तो दूर से रास्ता दिखाते हैं हो जिसका बैंक में खता वही गुलफाम होता हैं मेरी जान प्यार में घर बार भी नीलम होता हैं हसीनो से मोहब्बत का बुरा अंजाम होता