Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai song lyrics
| Movie | Surya |
| Year | 2003 |
| Music By | Aadesh Shrivastava |
| Singer | Sapna Mukherjee and Udit Narayan |
| Lricist | Sameer |
| Duration | N/A |
Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai Mere Dil Mein Mere Dil Mein Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai Mere Dil Mein Mere Dil Mein Karoon Main Karoon Kya Karoon Chahto Pe Mera Zor Chalta Nahin Main Hoon Mushqil Mein Main Hoon Mushqil Mein Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai Mere Dil Mein Mere Dil Mein Tujhko Palkon Mein Rakh Loon Apni Baahon Mein Bhar Loon Ha Tujhko Palkon Mein Rakh Loon Apni Baahon Mein Bhar Loon Teri Soorat Ko Jana Band Aankhon Mein Kar Loon Maane Na Mera Kahna Koyi Isko Samajhaye Meri Chunari To Sar Se Ab Sarkati Hi Jaaye Chal Chal Main Chhupa Loon Tujhko Mere Dil Mein Mere Dil Mein Karoon Main Karoon Kya Karoon Chahto Pe Mera Zor Chalta Nahin Main Hoon Mushqil Mein Main Hoon Mushqil Mein Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai Mere Dil Mein Mere Dil Mein Mere Pairon Ki Paayal Ab To Bajane Lagi Hai Haan Mere Pairon Ki Paayal Ab To Bajne Lagi Hai Mere Sapno Ki Doli Ab To Sajne Lagi Hai Hosh Mein Aaoon Kaise Main Bahakne Laga Hoon Teri Khushboo Se O Dilwar Haan Main Mahakne Laga Hoon Pal Pal Pyaas Badhne Lagi Mere Dil Mein Mere Dil Mein Karoon Main Karoon Kya Karoon Chahto Pe Mera Zor Chalta Nahin Main Hoon Mushqil Mein Main Hoon Mushqil Mein Hulchul Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai - 2 Mere Dil Mein Mere Dil Mein
Hulchul Ajab Si Ho Rahi Hai lyrics in hindi
हलचल अजब सी हो रही है मेरे दिल में मेरे दिल में हलचल अजब सी हो रही है मेरे दिल में मेरे दिल में करून मैं करून क्या करून चाहतो पे मेरा ज़ोर चलता नहीं मैं हूँ मुश्किल में मैं हूँ मुश्किल में हलचल अजब सी हो रही है मेरे दिल में मेरे दिल में तुझको पलकों में रख लूँ अपनी बाहों में भर लूँ हा तुझको पलकों में रख लूँ अपनी बाहों में भर लूँ तेरी सूरत को जाना बंद आँखों में कर लूँ माने न मेरा कहना कोई इसको समझाये मेरी चुनरी तो सर से अब सरकती ही जाए चल चल मैं छुपा लूँ तुझको मेरे दिल में मेरे दिल में करून मैं करून क्या करून चाहतो पे मेरा ज़ोर चलता नहीं मैं हूँ मुश्किल में मैं हूँ मुश्किल में हलचल अजब सी हो रही है मेरे दिल में मेरे दिल में मेरे पैरों की पायल अब तो बजने लगी है हाँ मेरे पैरों की पायल अब तो बजने लगी है मेरे सपनो की डोली अब तो सजने लगी है होश में आऊं कैसे मैं बहकने लगा हूँ तेरी खुश्बू से ओ दिलवर हाँ मैं महकने लगा हूँ पल पल प्यास बढ़ने लगी मेरे दिल में मेरे दिल में करून मैं करून क्या करून चाहतो पे मेरा ज़ोर चलता नहीं मैं हूँ मुश्किल में मैं हूँ मुश्किल में हलचल हलचल अजब सी हो रही है २ मेरे दिल में मेरे दिल