Ghar Mera Ghar song lyrics

Movie Bhai Bhai
Year 1956
Music By Shankar-Jaikishan, Madan Mohan
Singer Lata Mangeshkar
Lricist S H Bihari, Rajendra Krishan and Hasrat Jaipuri
Duration 4:42

Not Rated Yet

Ghar Mera Ghar Ki Aag Se Barbad Ho Gaya Kal Tak Jo Baaghbaan Tha Woh Saiyaad Ho Gaya (Bhagawaan Jo Tu Hai Mera Insaaf Karegaa Khud Aa Ke Meri Maang Mein Sindoor Bharega)/-2 O Jalte Huye Dil Ka Dhooaan Dekhanewaale/ - 2 Duniya Mein Hain Insaaf Kahan Dekhanewaale Haye .Dekhanewaale Kya Hote Huye Tere Bhi Insaaf Maregaa Khud Aa Ke Meri Maang Mein Sindoor Bharega Bhagawaan Jo Tu Hai Mera Insaaf Karegaa Khud Aa Ke Meri Maang Mein Sindoor Bharega Thodi Si Bhi Sacchai Hain Agar Meri Vafaa Men/ - 2 Aaegaa Asar Phir Meri Majboor Dua Mein Majboor Dua Mein Bedard Zamaana Meri Aahon Se Daregaa Khud Aa Ke Meri Maang Mein Sindoor Bharega Bhagawaan Jo Tu Hai Mera Insaaf Karegaa Khud Aa Ke Meri Maang Mein Sindoor Bharega

Ghar Mera Ghar lyrics in hindi

घर मेरा घर की आग से बर्बाद हो गया कल तक जो बाग़बान था वो सैयाद हो गया भगवान जो तू है मेरा इन्साफ करेगा खुद आ के मेरी मांग में सिन्दूर भरेगा २ ओ जलते हुए दिल का धूआं देखनेवाले २ दुनिया में हैं इन्साफ कहाँ देखनेवाले हाय देखनेवाले क्या होते हुए तेरे भी इन्साफ मरेगा खुद आ के मेरी मांग में सिन्दूर भरेगा भगवान जो तू है मेरा इन्साफ करेगा खुद आ के मेरी मांग में सिन्दूर भरेगा थोड़ी सी भी सच्चाई हैं अगर मेरी वफ़ा में २ आएगा असर फिर मेरी मजबूर दुआ में मजबूर दुआ में बेदर्द ज़माना मेरी आहों से डरेगा खुद आ के मेरी मांग में सिन्दूर भरेगा भगवान जो तू है मेरा इन्साफ करेगा खुद आ के मेरी मांग में सिन्दूर

More Lyrics of Bhai Bhai

Aaj Raat Hai Jawan Ae Dil Mujhe Bata De Apna Hai Phir Bhi Dil Teri Nazar Mein Atka Re Ek Tera Sundar Mukhda Ghar Mera Ghar Gore Gore Gaal Pe Is Duniya Mein Sab Chor Kadar Jane Na Main Hoon Jani Tera Mera Chhota Sa Dekho - Sad Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Mera Naam Abdul Rehman Mere Mehboob Tere Dam Se Sapera Been Baja Been Baja Sharabi Ja Thandi Thandi Hawa Khane