Fauji Gaya Jab Gaon Mein song lyrics

Movie Aakraman
Year 1975
Music By Laxmikant-Pyarelal
Singer Kishore Kumar
Lricist Anand Bakshi
Duration 5:45

Not Rated Yet

Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein - 2 Pahan Ke Ragorut Suit But Paaw Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Pahle Logon Ne Rakha Tha Mera Naam Nikhattu - 2 Do Din Mein Jag Aise Ghuma Jaise Ghuma Lattu Ho Lattu Bhrati Ho Ke Karanaila Karanail Singh Ban Baitha Mera Bapu Saath Mere Jaranail Singh Ban Baitha Ate Dekha Mujh Ko To Karne Lage Salami Aage Peeche Daude Chacha Chachi Mama Mami Yaaron Ne Saman Utha Kar Rakha Apne Sar Pe - 2 Daravaje Par Baithe Thay Sab Jab Main Pahuncha Ghar Pe Kas Kar Pure Zor Se Phir Maine Sailyut Jo Maraa Sabaki Chhutti Ho Gayi Phir Maine But Jo Mara Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Ghar Ke Andar Ja Kar Phir Jab Maine Khola Baksa - 2 Dekh Rahe Thay Sab Dekhe Jag Ka Naksha Sab Ko Tha Maalum Sham Ko Khulegi Ram Ki Botal - 2 Sab Aa Baithe Ghar Par Mere Ghar Ban Gaya Hotal Beech Mein Baitha Tha Main Sab Baithe Thay Aaju Baju Itne Mein Banduk Chali Bhai Gaaw Mein Aaye Daku Utar Gayi Thi Sabaki Chhup Gaye Saare Darr Ke Mare - 2 Main Ghar Se Nikala Sab Mera Naam Pukaare Mar Ke Lathi Zameen Pe Jhat Se Dakuo Ko Lalkara Woh Thay Char Akela Main Maine Chaaron Ko Mara Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein - 2 Chhod Ke Apne Ghode Daku Jaan Bachcha Kar Bhaage - 2 Meri Vaah Vaah Karate Subah Nid Se Log Jage Main Kheto Ki Sair Ko Nikala Mausam Tha Mastaana Raste Mein Woh Mili Mera Tha Jisase Ishq Purana Khoob Sune Aur Khoob Sunaaye Kisse Agle Pichale - 2 Nikla Chand To Hum Dono Bhi Khet Se Bahar Nikale Haye Haye Mach Gaya Shor Saare Gaaw Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein Fauji Gaya Jab Gaaon Mein - 2 - 2 Lyrics Typed By: Hanshu Malik

Fauji Gaya Jab Gaon Mein lyrics in hindi

फौजी गया जब गाँव में फौजी गया जब गाँव में २ पहन के रागोरुत सूट बुत पाँव में फौजी गया जब गाँव में फौजी गया जब गाँव में पहले लोगों ने रखा था मेरा नाम निखट्टू २ दो दिन में जग ऐसे घुमा जैसे घुमा लट्टू हो लट्टू भरती हो के करनैल करनैल सिंह बन बैठा मेरा बापू साथ मेरे जरनैल सिंह बन बैठा आते देखा मुझ को तो करने लगे सलामी आगे पीछे दौड़े चाचा चची मामा ममी यारों ने सामान उठा कर रखा अपने सर पे २ दरवाजे पर बैठे थे सब जब मैं पहुंचा घर पे कास कर पुरे ज़ोर से फिर मैंने सैल्यूट जो मरा सबकी छुट्टी हो गयी फिर मैंने बुत जो मारा फौजी गया जब गाँव में फौजी गया जब गाँव में घर के अंदर जा कर फिर जब मैंने खोला बक्सा २ देख रहे थे सब देखे जग का नक्शा सब को था मालुम शाम को खुलेगी राम की बोतल २ सब आ बैठे घर पर मेरे घर बन गया होटल बीच में बैठा था मैं सब बैठे थे आजु बाजु इतने में बन्दुक चली भाई गाव में आये डाकू उतर गयी थी सबकी छुप गए सारे डर के मरे २ मैं घर से निकला सब मेरा नाम पुकारे मर के लाठी ज़मीन पे झट से डाकुओ को ललकारा वो थे चार अकेला मैं मैंने चारों को मारा फौजी गया जब गाँव में फौजी गया जब गाँव में २ छोड़ के अपने घोड़े डाकू जान बच्चा कर भागे २ मेरी वाह वाह करते सुबह नीद से लोग जगे मैं खेतो की सैर को निकला मौसम था मस्ताना रस्ते में वो मिली मेरा था जिससे इश्क़ पुराना खूब सुने और खूब सुनाये किस्से अगले पिछले २ निकला चाँद तो हम दोनों भी खेत से बहार निकले हाय हाय मच गया शोर सारे गाव में फौजी गया जब गाँव में फौजी गया जब गाँव में २

More Lyrics of Aakraman

Chhoti Umar Mein Dekho Veer Jawanon Fauji Gaya Jab Gaon Mein Qawali Gaayenge Woh Ek Haseen Ladki Yeh Mausam Aaya Hai