Dil Tod Ke Na Jaiyo song lyrics

Movie Kab Tak Chup Rahoongi
Year 1988
Music By Bappi Lahiri
Singer Alka Yagnik
Lricist Sameer, S H Bihari, Indeewar and Anjaan
Duration 5:05

Not Rated Yet

Dil Tod Ke Na Jayiyo Barsaat Ka Mausam Hai Hamein Chhod Ke Na Jayiyo Barsaat Ka Mausam Hai Paani Mein Jal Na Jaaye Ye Bheega Badan Mera Aao Na Ik Aag Hai Seene Mein Sawan Ka Mahina Hai Pyasee Ye Jawaani Hai Aur Saath Haseena Hai Badal Baras Rahe Hain Bijli Chamak Rahi Hai Baahon Mein Simat Ayiyo Barsaat Ka Mausam Hai Dil Tod Ke Na Jayiyo Kuch Log Zamaane Mein Is Pyar Se Jalate Hain Do Pyar Ke Pyase Dil Har Haal Mein Milate Hain Milate Hain Milne Wale Jalate Hain Jalane Wale Logon Se Na Ghabarayiyo Barsaat Ka Mausam Hai Dil Tod Ke Na Jayiyo

Dil Tod Ke Na Jaiyo lyrics in hindi

दिल तोड़ के न जईयो बरसात का मौसम है हमें छोड़ के न जईयो बरसात का मौसम है पानी में जल न जाए ये भीगा बदन मेरा आओ न इक आग है सीने में सावन का महीना है प्यासी ये जवानी है और साथ हसीना है बदल बरस रहे हैं बिजली चमक रही है बाहों में सिमट अईयो बरसात का मौसम है दिल तोड़ के न जईयो कुछ लोग ज़माने में इस प्यार से जलते हैं दो प्यार के प्यासे दिल हर हाल में मिलते हैं मिलते हैं मिलने वाले जलते हैं जलने वाले लोगों से न घबराईयो बरसात का मौसम है दिल तोड़ के न जईयो

More Lyrics of Kab Tak Chup Rahoongi

Dil Tod Ke Na Jaiyo Gam Sahati Hai Chup Rahati Hai Haiya Haiya Ho Ho Kahan Aa Gaye Hum Mitwa Bhool Na Jana