Dil Hoga To Mil Jayenge Dildar song lyrics
Movie | Madam Zorro |
Year | 1962 |
Music By | Bulo C Rani |
Singer | Ismail Azad Qawwal |
Lricist | Shevan Rizvi |
Duration | 3:34 |
Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Hum Ne To Bujargo Se Yahi Baat Sooni Hai Jo Door Haseeno Se Rahe Wahi Guni Hai Pathar Ka Dil Inka Hai To Lohe Ka Jigar Hai Sheeshe Ko Bhi Jo Tod De Woh Inki Nazar Hai Dil Mein Hai Wafa Inke Na Aankhon Mein Mohabbat Hai Hoti Hai Haseeno Mein Nazakat Ki Nazakat Sangin Se Itne Hum Ke Ab Kuch Nahin Kahte Ab Ishq Mein Bekaar Ke Gham Hum Nahin Sahte Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Tareef Ki Mehshur Kitabo Mein Likha Hai Ik Husn Se Jisne Bhi Yahan Pyar Kiya Hai Bedard Zamaane Ne Usey Dard Diya Hai Parhad Bachcha Hai Na Mahiwal Bachcha Hai Woh Kahin Raha Qaid Mohabbat Ki Zagal Mein Aur Katal Hua Romiyo Sahab Ke Chaman Mein Hum Isliye Ishq Mein Rote Nahin Din Raat Rakhte Hai Zamaane Se Zuda Apne Khayalat Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron Laila Ji Huyi Bechal Uljhe Huye Gesu Woh Shauk Migaho Se Barste Huye Jaadu Jo Ik Nazar Dekh Le Duniya Se Guzar Jaaye Jo Maut Se Marte Hai Woh Bhi Bemaut Hi Mar Jaaye Mar Jaaye To Koyi Mar Jaaye Inki Bala Se Behraham Hai Aise Darte Khuda Bhi Ye Husn Pe Jo Itraye Huye Hai Hum Bhi Na Jhukenge Ke Kasam Khaaye Huye Hai Dil Hoga To Mil Jayenge Dildaar Hazaaron Dil Ke Hai Zamaane Mein Khariddar Hazaaron
Dil Hoga To Mil Jayenge Dildar lyrics in hindi
दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों हम ने तो बुजर्गो से यही बात सूनी है जो दूर हसीनो से रहे वही गुनी है पत्थर का दिल इनका है तो लोहे का जिगर है शीशे को भी जो तोड़ दे वो इनकी नज़र है दिल में है वफ़ा इनके न आँखों में मोहब्बत है होती है हसीनो में नज़ाकत की नज़ाकत संगीन से इतने हम के अब कुछ नहीं कहते अब इश्क़ में बेकार के ग़म हम नहीं सहते दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों तारीफ की महशूर किताबो में लिखा है इक हुस्न से जिसने भी यहाँ प्यार किया है बेदर्द ज़माने ने उसे दर्द दिया है परहद बच्चा है न महिवाल बच्चा है वो कहीं रहा क़ैद मोहब्बत की जगल में और कतल हुआ रोमियो साहब के चमन में हम इसलिए इश्क़ में रोते नहीं दिन रात रखते है ज़माने से जुड़ा अपने ख़यालात दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार हज़ारों लैला जी हुयी बेचल उलझे हुए गेसू वो शौक मिगहो से बरसते हुए जादू जो इक नज़र देख ले दुनिया से गुज़र जाए जो मौत से मरते है वो भी बेमौत ही मर जाए मर जाए तो कोई मर जाए इनकी बल से बेहरहम है ऐसे डरते खुद भी ये हुस्न पे जो इतराये हुए है हम भी न झुकेंगे के कसम खाये हुए है दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारों दिल के है ज़माने में खरीददार