Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki song lyrics

Movie Gateway Of India
Year 1957
Music By Madan Mohan
Singer Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and Johnny Walker
Lricist Rajinder Krishan
Duration N/A

Not Rated Yet

Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Har Koyi Qadam Qadam Pe Mast Hai Gunaahon Mein Tu Bhi Ik Gunaah Kar Aye Dil Kisi Ki Chaah Kar Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Koyi Kahegaa Kya Koyi Sunegaa Kya Kisi Ke Bhi Kahe Sune Se Tera Waasta Hai Kya Khayal Zulf-E-Yaar Kar Ye Lo Khayal Zulf-E-Yaar Kar Nazar Ko Beqaraar Kar Nahin Hoti Idhar Udhaar Pade Qadam Tu Kar Na Gham Na Soch Zindagi Mein Tera Raastaa Hai Kya Haan Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Ye Chand Ki Haseen Shamma Aaj Tere Haath Hai Kya Baat Hai Bada Haseen Saath Hai Haseen Hoon Main Jawaan Hai Tu Magar Bataa Kahan Hai Tu Jahan Hoon Main Wahan To Zindagi Nashe Mein Choor Hai Saroor Hi Saroor Hai Teri Nazar Ka Noor Hai Zara Qareeb Aa Mere Arey Apna Bhi Majboor Hai Aur Tu Bahut Hi Door Hai Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Har Koyi Qadam Qadam Pe Mast Hai Gunaahon Mein Tu Bhi Ik Gunaah Kar Zindagi Tabaah Kar Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Suraahi Jhoomne Lage Pyaali Muskuraa Pade Suraahi Jhoomne Lage Pyaali Muskuraa Pade Pahunch Gayi Hoon Aasmaan Pe Kis Tareh Khade Khade Chal Jhhoothi Ye Khwaab Ya Khayal Hai Nahin Nayi Ye Jaam Ka Kamaal Hai - 2 Ye Cheez Be-Misaal Hai Bahut Achche Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein Har Koyi Qadam Qadam Pe Mast Hai Gunaahon Mein Tu Bhi Ik Gunaah Kar Aye Dil Kisi Ki Chaah Kar Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Raah Mein La Lalalla La La La Lalla La La Lalalla La La La Lalla Lala

Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki lyrics in hindi

देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में हर कोई क़दम क़दम पे मस्त है गुनाहों में तू भी इक गुनाह कर ए दिल किसी की चाह कर देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में कोई कहेगा क्या कोई सुनेगा क्या किसी के भी कहे सुने से तेरा वास्ता है क्या ख्याल ज़ुल्फ़ ए यार कर ये लो ख्याल ज़ुल्फ़ ए यार कर नज़र को बेक़रार कर नहीं होती इधर उधार पड़े क़दम तू कर न ग़म न सोच ज़िन्दगी में तेरा रास्ता है क्या हाँ देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में ये चाँद की हसीन शम्मा आज तेरे हाथ है क्या बात है बड़ा हसीन साथ है हसीन हूँ मैं जवान है तू मगर बता कहाँ है तू जहाँ हूँ मैं वहाँ तो ज़िन्दगी नशे में चूर है सरूर ही सरूर है तेरी नज़र का नूर है ज़रा क़रीब आ मेरे अरे अपना भी मजबूर है और तू बहुत ही दूर है देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में हर कोई क़दम क़दम पे मस्त है गुनाहों में तू भी इक गुनाह कर ज़िन्दगी तबाह कर देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में सुराही झूमने लगे प्याली मुस्कुरा पड़े सुराही झूमने लगे प्याली मुस्कुरा पड़े पहुँच गयी हूँ आसमान पे किस तरेह खड़े खड़े चल झहूथी ये ख्वाब या ख्याल है नहीं नई ये जाम का कमाल है २ ये चीज़ बे मिसाल है बहुत अच्छे देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में हर कोई क़दम क़दम पे मस्त है गुनाहों में तू भी इक गुनाह कर ए दिल किसी की चाह कर देखता चला गया मैं ज़िन्दगी की राह में ला लालाला ला ला ला लल्ला ला ला लालाला ला ला ला लल्ला

More Lyrics of Gateway Of India

Chal Mere Dil Ke Udan Khatole Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Ki Do Ghadi Woh Paas Jo Baithe Hum Abhi Aata Tum Abhi Jaata Jalwa Jo Tera Dekha Humne Na Hanso Hampe Sapne Men Sajan Se Do Baaten Yeh Raah Badi Mushkil Hai