Daag Daag Ujala song lyrics

Movie Firaaq
Year 2009
Music By Rajat Dholakia, Piyush Kanojia
Singer Naseeruddin Shah
Lricist Gulzar
Duration 2:11

Not Rated Yet

Ye Daag Daag Ujaala, Ye Sabkajida Sehar Woh Intzaar Tha Jisaka Ye Woh Sehar To Nahin Ye Woh Sehar To Nahi, Jiski Aarzoo Leke Chale The Yaar Ki Mil Jaayegi Kahin Na Kahin Falak Ke Dasht Mein Taaron Ki Aakhari Manzil Kahin To Hoga Shabesust Mauj Ka Saahil Kahin To Jaa Ke Rukega Safinaaye Gham-E-Dil Jawaan Lahu Ke Pursrar Shaahraao Se Jale Jo Yaar To Daaman Pe Kitne Haath Pade Dayaare Husn Ki Besabr Khaabgaaho Se Pukaarati Rahi Baahein, Badan Bulaate Rahe Bahut Ajij Thi Lekin Lekin Rukhe Sehar Ki Lagan Bahut Kari Tha Hansinaane Noor Ka Daaman Subuk Subuk Thi Tamanna, Dabi Dabi Thi Thakan Suna Hai Ho Bhi Chuka Hai Firaaq-E Julmatu Noor Suna Hai Ho Bhi Chuka Hai Visaale Manjilon Ka Aam Badal Chuka Hai Bahut Ehale Dard Ka Dastur Nishaake Vasl Halaalo Ajaabi Hijr Haraam Jigar Ki Aag, Nazar Ki Umang Dil Ki Jalan, Kisi Pe Chha Rahi Hijra Ka Kuch Asar Hi Nahin Kaha Se Aayi Nigaare Saba, Kidhar Ko Gayi Abhi Charaabe Saare Raah Ko Kuch Khabar Hi Nahin Giraani Ye Shab Mein Kabhi Kami Nahin Aayi Nijaate Dido Dil Ki Ghadi Nahin Aayi Chale Chalo Ki Woh Manzil Abhi Nahin Aayi

Daag Daag Ujala lyrics in hindi

ये दाग दाग उजाला ये सबकाजीदा सेहर वो इंतज़ार था जिसका ये वो सेहर तो नहीं ये वो सेहर तो नहीं जिसकी आरज़ू लेके चले थे यार की मिल जायेगी कहीं न कहीं फलक के दश्त में तारों की आखरी मंज़िल कहीं तो होगा शब्सुस्त मौज का साहिल कहीं तो जा के रुकेगा सफिनाए ग़म ए दिल जवान लहू के पुरसरार शाहराओ से जले जो यार तो दामन पे कितने हाथ पड़े दयारे हुस्न की बेसब्र खाबगाहो से पुकारती रही बाहें बदन बुलाते रहे बहुत अजीज थी लेकिन लेकिन रूखे सेहर की लगन बहुत करी था हंसिनाने नूर का दामन सुबुक सुबुक थी तमन्ना दबी दबी थी थकन सुना है हो भी चूका है फ़िराक ए जुल्मतु नूर सुना है हो भी चूका है विसाले मंजिलों का आम बदल चूका है बहुत एहले दर्द का दस्तूर निशाके वस्ल हलाला अजाबी हिज्र हराम जिगर की आग नज़र की उमंग दिल की जलन किसी पे छ रही हिजरा का कुछ असर ही नहीं कहा से आयी निगारे सबा किधर को गयी अभी चराबे सारे राह को कुछ खबर ही नहीं गिरानी ये शब् में कभी कमी नहीं आयी निजाते दिदो दिल की घडी नहीं आयी चले चलो की वो मंज़िल अभी नहीं

More Lyrics of Firaaq

Daag Daag Ujala Firaaq Theme Gujrat Ke Firaaq Sun Meri Galli Mein Andhera Ummeed