Beqarar Dil Tu Gaaye Ja song lyrics

Movie Door Ka Raahi
Year 1971
Music By Kishore Kumar
Singer Kishore Kumar and Sulakshana Pandit
Lricist A Irshad, Shailendra, Kishore Kumar and A Arshad
Duration 3:58

Not Rated Yet

Bekarar Dil Tu Gaye Ja, Khushiyon Se Bhare Woh Taraane Jinhein Sunake Duniya Jhoom Uthe, Aur Jhoom Uthe Dil Deewane Bekarar Dil Arey Tu Gaye Ja Rag Ho Koyi Milan Kaa, Sukh Se Bhari Sargam Ka Yug Yug Ke Bandhan Kaa, Saath Ho Laakhon Janam Ka Aise Hi Bahaarein Gatee Rahe, Aur Sajte Rahe Virane Jinhein Sunake Duniya Jhoom Uthe, Aur Jhoom Uthe Dil Deewane Bekarar Dil, Tu Gaye Ja Raat Yuhee Tham Jayegee, Rut Ye Haseen Muskayegee Bandhee Kali Khil Jayegee, Aur Shabnam Sharmayegee Pyar Ke Woh Kaise Nagme, Jo Ban Jaaye Afsaane Jinhein Sun Ke Duniya Jhoom Uthe, Aur Jhoom Uthe Dil Deewane Bekarar Dil, Tu Gaye Ja Dard Mein Dubee Dhun Ho, Seene Mein Ik Sulgan Ho Saanson Mein Halkee Chubhan Ho, Sahmi Huyi Dhadkan Ho Dohrate Rahe Bas Geet Naye, Duniya Se Rahe Begaane Jinhein Sun Ke Duniya Jhoom Uthe, Aur Jhoom Uthe Dil Deewane Bekarar Dil, Tu Gaye Ja Khushiyon Se Bhare Woh Taraane Jinhein Sun Ke Duniya Jhoom Uthe, Aur Jhoom Uthe Dil

Beqarar Dil Tu Gaaye Ja lyrics in hindi

बेक़रार दिल तू गए जा खुशियों से भरे वो तराने जिन्हें सुनके दुनिया झूम उठे और झूम उठे दिल दीवाने बेक़रार दिल अरे तू गए जा राग हो कोई मिलन का सुख से भरी सरगम का युग युग के बंधन का साथ हो लाखों जनम का ऐसे ही बहारें गाती रहे और सजते रहे वीराने जिन्हें सुनके दुनिया झूम उठे और झूम उठे दिल दीवाने बेक़रार दिल तू गए जा रात युही थम जायेगी रूट ये हसीन मुस्कायेगी बंधी कली खिल जायेगी और शबनम शरमायेगी प्यार के वो कैसे नगमे जो बन जाए अफ़साने जिन्हें सुन के दुनिया झूम उठे और झूम उठे दिल दीवाने बेक़रार दिल तू गए जा दर्द में डूबी धुन हो सीने में इक सुलगन हो साँसों में हल्की चुभन हो सहमी हुयी धड़कन हो दोहराते रहे बस गीत नए दुनिया से रहे बेगाने जिन्हें सुन के दुनिया झूम उठे और झूम उठे दिल दीवाने बेक़रार दिल तू गए जा खुशियों से भरे वो तराने जिन्हें सुन के दुनिया झूम उठे और झूम उठे

More Lyrics of Door Ka Raahi

Beqarar Dil Tu Gaaye Ja Door Ka Raahi Ek Din Aur Gaya Jeevan Se Na Haar Khushi Do Ghadi Ki Main Ek Panchhi Matwala Re Mujhe Kho Jane Do Panthi Hoon Main Us Path Ka