Ansoo Samajh Ke Kyon Mujhe song lyrics

Movie Chhaya
Year 1961
Music By Salil Chowdhury
Singer Talat Mahmood
Lricist Rajendra Krishan
Duration 5:36

Not Rated Yet

Aansoo Samajh Ke Kyon Mujhe Aankh Se Toone Gira Diya Moti Kisike Pyar Ka Mittee Mein Kyon Mila Diya Jo Na Chaman Mein Khil Saka, Main Woh Gareeb Phool Hoon Jo Kuch Bhi Hoon Bahar Kee, Chhotisee Yek Bhool Hoon Jisne Khila Ke Khud Mujhe, Khud Hi Mujhe Bhoola Diya Meri Khata Maaf Hai, Bhoole Se Aa Gaya Yahan Varana Mujhe Bhi Hain Khabar, Mera Nahin Hain Ye Jahan Doob Chala Tha Neend Me, Achha Kiya Jaga Diya

Ansoo Samajh Ke Kyon Mujhe lyrics in hindi

आँसू समझ के क्यों मुझे आँख से तूने गिरा दिया मोटी किसीके प्यार का मिट्टी में क्यों मिला दिया जो न चमन में खिल सका मैं वो गरीब फूल हूँ जो कुछ भी हूँ बहार की छोटीसी एक भूल हूँ जिसने खिला के खुद मुझे खुद ही मुझे भूला दिया मेरी खता माफ़ है भूले से आ गया यहाँ वरना मुझे भी हैं खबर मेरा नहीं हैं ये जहाँ डूब चला था नींद में अच्छा किया जगा

More Lyrics of Chhaya

Ankhon Men Masti Sharab Ki Ansoo Samajh Ke Kyon Mujhe Chham Chham Nachti Aai Bahar Dil Se Dil Ki Dor Bandhe Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha - Duet Ya Kah De Ham Insaan Nahin