Aye Gardishe Zamana Kab Tak song lyrics

Movie Allaudin Laila
Year 1957
Music By A R Qureshi
Singer Talat Mahmood and Sudha Malhotra
Lricist Asad Bhopali
Duration N/A

Not Rated Yet

Aye Gardishe Zamaana Kab Tak Ye Gum Sahenge Woh Din Nahin Rahe Toye Bhi Nahin Rahenge Ab Kya Bachegi Duniya Ab Hoga Kya Sawera Kuch Sujhata Nahin Hai Chhaya Hai Woh Andhera Mayus Ho Na Itna Hone Ko Hai Sawera Allah To Le Raha Hai Ye Imtahan Tera Malik Pe Rakh Bharosa Ye Tujhse Hum Kahenge Ab Ik Pal Bhi Jeena Mujhko Nahin Ganwara Aye Maut Tu Kaha Hai Ab De Mujhe Sahara Himmat Se Kam Le Tu Aahen Na Bhar Kudara Ye Kah Raha Hai Tujhse Rahamat Ka Ye Sitara Sab Door Hain Ki Mushqil Ye Din Nahin Rahenge

Aye Gardishe Zamana Kab Tak lyrics in hindi

ए गर्दिशे ज़माना कब तक ये गम सहेंगे वो दिन नहीं रहे तोये भी नहीं रहेंगे अब क्या बचेगी दुनिया अब होगा क्या सवेरा कुछ सूझता नहीं है छाया है वो अँधेरा मायूस हो न इतना होने को है सवेरा अल्लाह तो ले रहा है ये इम्तहान तेरा मालिक पे रख भरोसा ये तुझसे हम कहेंगे अब इक पल भी जीना मुझको नहीं गंवारा ए मौत तू कहा है अब दे मुझे सहारा हिम्मत से कम ले तू आहें न भर कुदरा ये कह रहा है तुझसे रहमत का ये सितारा सब दूर हैं की मुश्किल ये दिन नहीं

More Lyrics of Allaudin Laila

Aye Gardishe Zamana Kab Tak Bijli Si Dil Pe Giri Jaaye Re Daulat Ho Ya Hukumat Daulat Ke Lalach Mein Yeh Duniya Dil Ke Fafole Neechi Neechi Nazrein Uthao Raat Aayi Hai Lakhon Nazaare Liye Tu Le Le Allah Ka Naam O Bande