Ab Kahan Jaye Hum song lyrics

Movie Ujala
Year 1942
Music By Shankar-Jaikishan, Bashir Dehlvi
Singer Manna Dey
Lricist Shailendra and Hasrat Jaipuri
Duration 4:25

Not Rated Yet

Ab Kaha Jaaye Hum Ye Bataa Aye Zameen Is Jahan Me To Koyi Hamara Nahin Apne Saaye Se Bhi Log Darane Lage Ab Kisiko Kisi Par Bharosa Nahin Ab Kaha Jaaye Hum Ham Ghar Ghar Jaate Hain, Ye Dil Dikhalate Hain Par Ye Duniyavaale Hamko Thukaraate Hain Raste Mit Gaye Manjile Kho Gayi Ab Kisiko Kisi Par Bharosa Nahin Ab Kaha Jaaye Hum Nafarat Hai Nigaahon Me, Vahashat Hai Nigaahon Mein Ye Kaisa Zeher Phaila Duniya Ki Hawaao Mein Pyar Ki Bastiya Khaak Hone Lagi Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin Ab Kaha Jaaye Hum Har Saans Hai Mushqil Ki Har Jaan Hai Ik Moti Bajar Mein Par Inakee Ginatee Hi Nahin Hoti Zindagi Ki Yahan Koyi Keemat Nahin Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin Ye Bataa Aye Zameen

Ab Kahan Jaye Hum lyrics in hindi

अब कहा जाए हम ये बता ए ज़मीन इस जहाँ में तो कोई हमारा नहीं अपने साये से भी लोग डरने लगे अब किसीको किसी पर भरोसा नहीं अब कहा जाए हम हम घर घर जाते हैं ये दिल दिखलाते हैं पर ये दुनियावाले हमको ठुकराते हैं रस्ते मिट गए मंजिले खो गयी अब किसीको किसी पर भरोसा नहीं अब कहा जाए हम नफ़रत है निगाहों में वहशत है निगाहों में ये कैसा ज़हर फैल दुनिया की हवाओ में प्यार की बस्तिया ख़ाक होने लगी अब किसी को किसी पर भरोसा नहीं अब कहा जाए हम हर सांस है मुश्किल की हर जान है इक मोटी बाजार में पर इनकी गिनती ही नहीं होती ज़िन्दगी की यहाँ कोई कीमत नहीं अब किसी को किसी पर भरोसा नहीं ये बता ए ज़मीन

More Lyrics of Ujala

Ab Kahan Jaye Hum Chham Chham Chhumak Chhumak Duniya Walon Se Door Jhoomta Mausam Mast Mahina Main Dekh Rahi Hoon Duniya Ke O Mora Nadan Balma Suraj Zara Aa Paas Tera Jalwa Jisne Dekha Yaro Surat Humari Pe Mat Jao