Aai Hoon Main song lyrics

Movie Ehsan
Year 1970
Music By R D Burman
Singer Asha Bhosle
Lricist Majrooh Sultanpuri
Duration 4:26

Not Rated Yet

Aa Aa Aa Aa . [Aayi Hoon Main Dil Ke Taaron Mein Ke Jo Khulke Nahin Kahti Woh Kahti Hoon Ishaaro Mein] - [2] Aayi [Jaana Nahin Baahar Gum Ka Hai Pehara Are Dil Ke Maaro Kahan Chal Diye Hum Se Chhupoge Chhipane Na Denge Tumhein Jalate Diye] - [2] Ho Jhilmil Jhilmil Paradon Ke Peeche Jalati Bujhati Aankhein Hai ?? Mein Aayi Hoon Main Dil Ke Taaron Mein Ke Jo Khulke Nahin Kahti Woh Kahti Hoon Ishaaro Mein Aayi [Dekho Zara Kaise Mujhko Jalaaye Ke Jo Chaandni Mere Tan Se Dhale Daali Se Toote Phulon Ke Jaisa Mera Chehra Khile] - [2] Ha Yahin Hai Woh Qaatil Jiske Nahin Dil Ye Na Jaanu Baithe Ho Guljaaro Mein [Aayi Hoon Main Dil Ke Taaron Mein Ke Jo Khulke Nahin Kahti Woh Kahti Hoon Ishaaro Mein] - [2] Aayi

Aai Hoon Main lyrics in hindi

आ आ आ आ आयी हूँ मैं दिल के तारों में के जो खुलके नहीं कहती वो कहती हूँ इशारो में २ आयी जाना नहीं बाहर गम का है पेहरा अरे दिल के मारो कहाँ चल दिए हम से छुपोगे छिपाने न देंगे तुम्हें जलते दिए २ हो झिलमिल झिलमिल परदों के पीछे जलती बुझती आँखें है में आयी हूँ मैं दिल के तारों में के जो खुलके नहीं कहती वो कहती हूँ इशारो में आयी देखो ज़रा कैसे मुझको जलाये के जो चांदनी मेरे तन से ढले डाली से टूटे फूलों के जैसा मेरा चेहरा खिले २ हा यहीं है वो क़ातिल जिसके नहीं दिल ये न जानु बैठे हो गुलजारों में आयी हूँ मैं दिल के तारों में के जो खुलके नहीं कहती वो कहती हूँ इशारो में २

More Lyrics of Ehsan

Aai Hoon Main Aaj Tere Nainan Mil Ke Jhuke Aaja Tujhe Pyar Kar Loon Pyasa Mera Dil Kitni Sham Se Tauba Yeh Adaayen Yeh Jhalak Yeh Jhalak