Milte Hi Nazar Tumse song lyrics

Movie Ustadon Ke Ustad
Year 1963
Music By Ravi
Singer Asha Bhosle, Manna Dey
Lricist Asad Bhopali
Duration 6:51

Not Rated Yet

Milte Hi Nazar Tumse Hum Ho Gaye Deewane - 2 Aagaz To Achha Hai Anzam Khuda Jaane Milte Hi Nazar Tumse Hum Ho Gaye Deewane Aagaz To Achha Hai Anzam Khuda Jaane Milte Hi Nazar Tumse Hum Ho Gaye Deewane Anzame Mohabbat Se Tum Ho Abhi Begaane - 2 Sholon Se Uljhate Ho Haye Deewane Ho Deewane Anzame Mohabbat Se Tum Ho Abhi Begaane Tum Husn Muzashim Ho Rangeen Qayamat Ho - 2 Phool Zulfon Ke Chune Maang Bhari Taaron Se Rang Milta Hai Dahakte Huye Angaro Se Mast Aankhon Pe Guma Hota Hai Maykhano Ka Har Nazar Mein Hai Nasha Saikdo Paymano Ka Jaane Kya Husn Ke Jalwo Mein Nazar Aata Hai Arey Dekhne Walo Ka Imaan Chala Jaata Hai Jaane Kya Husn Ke Jalwo Mein Nazar Aata Hai Arey Dekhne Walo Ka Imaan Chala Jaata Hai Tum Husn Muzashim Ho Rangeen Qayamat Ho - 2 Rangeen Qayamat Ho Baithe Hai Mukabil Mein - 2 Hum Teere Nazar Khaane Ko Baithe Hai Mukabil Mein Hum Teere Nazar Khaane Ko Aagaz To Achha Hai Anzam Khuda Jaane Milte Hi Nazar Tumse Hum Ho Gaye Deewane Naadan Ho Jaano Kya Tum Husn Ki Fitart Ko - 2 Jo Ghatao Ki Tarah Shano Pe Lahrate Hai Ha Wahi Zulfein Kabhi Nag Bhi Ban Jaate Hai Aankhein Maykhane Hai Lekin Inhi Maykhano Mein Zeher Bhi Hota Hai Paymano Mein Waqt Ki Kam Na Ho Jismein Woh Insaan Hi Kya Ik Nazar Mein Jo Chala Jaaye Woh Imaan Hi Kya Waqt Ki Kam Na Ho Jismein Woh Insaan Hi Kya Ik Nazar Mein Jo Chala Jaaye Woh Imaan Hi Kya Naadan Ho Jana Kya Tum Husn Ki Fitrat Ko - 2 Tum Husn Ki Fitrat Ko Andaaz Hi Dekhe Hai Tewar Nahin Pehchane - 2 Sholon Se Uljhate Ho Haye Deewane Ho Deewane Anzame Mohabbat Se Tum Ho Abhi Begaane Milte Hi Nazar Tumse Hum Ho Gaye Deewane - 2 Anzame Mohabbat Se Tum Ho Abhi Begaane

Milte Hi Nazar Tumse lyrics in hindi

मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गए दीवाने २ आगाज़ तो अच्छा है अंज़ाम खुद जाने मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गए दीवाने आगाज़ तो अच्छा है अंज़ाम खुद जाने मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गए दीवाने अंजामे मोहब्बत से तुम हो अभी बेगाने २ शोलों से उलझते हो हाय दीवाने हो दीवाने अंजामे मोहब्बत से तुम हो अभी बेगाने तुम हुस्न मुज़शिम हो रंगीन क़यामत हो २ फूल ज़ुल्फ़ों के चुने मांग भरी तारों से रंग मिलता है दहकते हुए अंगारो से मस्त आँखों पे गुम होता है मयखानों का हर नज़र में है नशा सैकड़ो पैमानों का जाने क्या हुस्न के जलवो में नज़र आता है अरे देखने वालो का ईमान चला जाता है जाने क्या हुस्न के जलवो में नज़र आता है अरे देखने वालो का ईमान चला जाता है तुम हुस्न मुज़शिम हो रंगीन क़यामत हो २ रंगीन क़यामत हो बैठे है मुकाबिल में २ हम तीरे नज़र खाने को बैठे है मुकाबिल में हम तीरे नज़र खाने को आगाज़ तो अच्छा है अंज़ाम खुद जाने मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गए दीवाने नादान हो जानो क्या तुम हुस्न की फितरत को २ जो घटाओ की तरह शानो पे लहराते है हा वही ज़ुल्फ़ें कभी नाग भी बन जाते है आँखें मयखाने है लेकिन इन्ही मयखानों में ज़हर भी होता है पैमानों में वक़्त की कम न हो जिसमें वो इंसान ही क्या इक नज़र में जो चला जाए वो ईमान ही क्या वक़्त की कम न हो जिसमें वो इंसान ही क्या इक नज़र में जो चला जाए वो ईमान ही क्या नादान हो जाना क्या तुम हुस्न की फितरत को २ तुम हुस्न की फितरत को अंदाज़ ही देखे है तेवर नहीं पहचाने २ शोलों से उलझते हो हाय दीवाने हो दीवाने अंजामे मोहब्बत से तुम हो अभी बेगाने मिलते ही नज़र तुमसे हम हो गए दीवाने २ अंजामे मोहब्बत से तुम हो अभी

More Lyrics of Ustadon Ke Ustad

Hasinon Se To Bas Saheb Maine Kaha Tha Aana Sunday Ko Milte Hi Nazar Tumse Raat Chup Hai Chandni Madhosh Hai Sau Baar Janam Lenge